New Suit

Aik aadmee ghussay say darzee kee dukan ma dakhal huwa aur apna naya suit darzee kay samnay phainka, aur kaha ka ya tum ne suit siya ha. Ya to meery khal say be zayada tang ha.
Darzee ne poocha ka khal say be zayada tang? Wo kayse.
Customer ne jawab diya ka is ko pahan kar to main bilkul nehin chal sakta hoon, jab ka apnee khal ma main easily chal sakta hoon.