New Qaumi Tarana

Zardari ki zamin shad bad

Bijli aay 8 ghantay baad

Tu nishanay corruption aalishan

Arz e zardaristan,shaad baad sindh abaad

Zardari ki zamin ka nizam

Aaatay,gas,bijli ka bohran

Quam mulk sub-gharak Nawaz,wakil paainda bad

Bainazir dunya say farar

Parchamay sitara-o-Hilal

Khoon main ranga sara saal

Bhool apna maazi Shan-e-haal, jaan ne istaqlal

saya-e-America sar pe sawar

Re: New Qaumi Tarana

Lol

Sadly v true!

Agreed:(
hansny ky bajay ansoo nikal aay:D

Re: New Qaumi Tarana

^
mujhey tou daant nazr aa rahey heiN :-p

Re: New Qaumi Tarana

That is true but we should respect our national anthem