Hmm smart kid..anyway welcome.
abba education minister hongay to aysay hi result ayenga na ![]()
j/k
keep up the good work :k: masha-Allah…welcome here and have fun ![]()
and a word of advice. don’t brag about accomplishments…just thank Allah ![]()
Dekha aa gaye ma line par…bechara chota sa bacha ![]()
Tere hote hue kaun aayega GS par haan? ![]()
kya baat bolte ho yaar…![]()
aap kahe to underground ho le ???
![]()
lahola wala
itni ragging beharay bachay ki kisi college mai nahi hui hogi ![]()
aap DT ka latest wala comment padhe Image section mein ![]()
Kioon bechare masoom ke peeche pare ho tum log? Behra bhee bana diya:( Kia soch ke aaya hoga yahan, kia soch ke jaega chota sa munnoo ![]()
all i mean to say was keh..popat baccha hay masha-Allah say ![]()
![]()
haan haan ab aap chahe kuch bhi keh le…dil ki baat nikal hi gayi keyboard se ![]()
Yaar aisay alfaz use na karo, dil ko kuch hota hai ![]()
taubah hai ![]()
Allah kisi ko aisa intro na day kabhi ![]()
Your first right to claim can nt be denied to you. Rest assured ![]()
LOL… guppians… yeh kia welcome kara…
… :halo:
![]()
Daagh ka kahna hai ke usay aisa welcome ioon naheen diya gaya tha..is hisaab say woh mere hisse ka “gilmaan” hota aaj ![]()
SHHH
kisi ko batana nahi
GS ki poplulation bohat barh gayi thi na…Oooper se orders aye thay ![]()
aap chahe jo bhi kehle…
waise i think this is one more Mr. Nice in making ![]()
abay chal
…mayray haq pay daka daltay ho ![]()
![]()
![]()
mujhe lagta hai yeh chokra phadde karvayege saare guppies mein ![]()
mast maaal bari mushkil say haath lagta hay baaap ![]()
![]()