Re: New COAS Lt. Gen. Qamar Javed Bajwa
Jis din Pakista ki awam nay shukriya raheel sharif jaisay hash tag post karna band kardiye… boot polish jaisi tareefain band kardein
jis din fouj nay dalia factory, khad factory, shadi hall, water hydrant, food street, dha schemes ko khatam kardiya
jis din awam kay mandate ko bila kisi gher aini qadam (non constitutional force) say kuchalna band kar diya jaye ga..
uss din islamabad dunya ka sab say azeem aur taqat war darul hakoomat (capital) ban jaye ga…