Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

akhir itna nakhra kiyo karti ho, milta hai hamay na dukh na sukh
ja kar udhar satati ho hamain jisay kehte hain ajkal FACEBOOK

pehlay isharay deti ho, dostian karti ho, tasveeraiN bhi deti ho
jab pasand na ayaiN to kehti ho “nas ethoN tay apna Bori Bistra Chuk

Parents samajte hain betian jati hain school mai parnay parhai
magar unhe kya pata kay wo kurrian unhe laga deti hain THUK

baaz aa jayo shaitaani larkiaN, chor do ye karna Hera PheriaaN
khabardaar agar tasveerain dikha kar hamaiN kaha “ETHON PHUT

Ye socho agar shaadi kay baad khawand bhi nikla facebook paR
Aur dhoondlay wo tuwadi profile, tay pher kinni paray gi tuwanno KUT!

  • faqt aap ka apna
    Samad*

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

v nice

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

lol...

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

its funny, but there are many husbands n wifes on facebook who dont mind their spouse socialising n making new friends on net.

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

^ yes khawand apnay kamray mai betha ho ga and orkut par apni friends ko scrap kar raha ho ga, and beewi apni saheli kay ghar beth kar apnay khawands kay dosto ko scrap kar rahi ho gi.

qayamat ki nishaaniaN : )

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

:rolleyes: :cb:

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

:smash::smash::smash:

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

funny :cb:

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

sahi kahrhy ho samad paji :)

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

yeh aap naY uss ko punjabi maiN paji bolaa hai yaa urdu maiN :)?

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

punjabi mai :p

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

haaahahaha :D one of the best poems i've ever read !!

nice job ! :biggthumb

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

mujhaY punjabi itni achi naheeN aati, iss liye maiN naY urdu maiN paRh liyaa thaa:D

Re: Net ki haseen FACEBOOK larkion kay naam aik ghazal

its funny.lol.

Yani Khar waghyrahu ju kam kerte the ab amm sham banda bhi kerne lage ga tu qiayamat a jaae gi :D

Very funny...