Neki ker derya main daal..

**Nekiyaan ker ke jo derya main daal do gey abhi

wohi tufaan main kishtiyaan ban ke sath dein gi

**:eek:


Restored attachments:

Re: Neki ker derya main daal..

Meaningful. Good one.

Re: Neki ker derya main daal..

ye to koi fairytale lagti hai

Re: Neki ker derya main daal..

pheley bata diya huta is bare main tu kitni kishtiyaan bana leti main :smilestar:

Re: Neki ker derya main daal..

very nice :k:

mein awein kagaz ki kashtiyan bana bana kar dalta raha…pehlay pata hota tu…

Re: Neki ker derya main daal..

Wah… Bohat gehrayi wali baat kahi hai kehney waley ne..:lajawab:

Re: Neki ker derya main daal..

:biggthumb:

Re: Neki ker derya main daal..

mai to naiki kar ke aghle bande ko jata jata ke doobne jesa kar deti hoo :p