Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

** Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN Tu bhi dil se utar na jaaye kaheeN

Aaj dekhaa hai tujhe der ke baad
Aaj kaa diN guzar na jaaye kaheeN

Na milaa kar udaas logoN sey
Husn teraa bikhar na jaaye kaheeN

Aarzoo hai ke tu yahaaN aaye
Aur phir umr bhar na jaaye kaheeN

Jee jalaataa hooN aur ye sochata hooN
RaayegaaN ye hunar na jaaye kaheeN

Aao kuchh der ro hi laiN ‘Nasir’
Phir ye dariya utar na jaaye kaheeN
**

Re: Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

[QUOTE]
Originally posted by WiseGuy: *

*
Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN
Tu bhi dil se utar na jaaye kaheeN

Aaj dekhaa hai tujhe der ke baad
Aaj kaa diN guzar na jaaye kaheeN

Na milaa kar udaas logoN sey
Husn teraa bikhar na jaaye kaheeN

Aarzoo hai ke tu yahaaN aaye
Aur phir umr bhar na jaaye kaheeN

Aao kuchh der ro hi laiN 'Nasir'
Phir ye dariya utar na jaaye kaheeN
**

[/QUOTE]

Buhat -Aala, Thanks for posting wiseguy:)

Re: Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

[QUOTE]
Originally posted by WiseGuy: *

*
Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN
Tu bhi dil se utar na jaaye kaheeN

Aaj dekhaa hai tujhe der ke baad
Aaj kaa diN guzar na jaaye kaheeN

Na milaa kar udaas logoN sey
Husn teraa bikhar na jaaye kaheeN

Aarzoo hai ke tu yahaaN aaye
Aur phir umr bhar na jaaye kaheeN

Jee jalaataa hooN aur ye sochata hooN
RaayegaaN ye hunar na jaaye kaheeN

Aao kuchh der ro hi laiN 'Nasir'
Phir ye dariya utar na jaaye kaheeN
**

[/QUOTE]

Very nice...

Re: Re: Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

[QUOTE]
*Originally posted by GuL-e-Tasbeeh: *

Buhat -Aala, Thanks for posting wiseguy:)
[/QUOTE]

Pasandeedgee ka shukriya Gul :)

Re: Re: Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *

Very nice...
[/QUOTE]

Shukriya tehay Dilsay, Dilsay :)

baat aghar chocolate ki hay to na jee bharnay wala hay our na shooq

Re: Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

One of my favourites :k:

beautiful:k::k:

Re: Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

[QUOTE]
Originally posted by WiseGuy: *

*
Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN
Tu bhi dil se utar na jaaye kaheeN

Aaj dekhaa hai tujhe der ke baad
Aaj kaa diN guzar na jaaye kaheeN

Na milaa kar udaas logoN sey
Husn teraa bikhar na jaaye kaheeN

Aarzoo hai ke tu yahaaN aaye
Aur phir umr bhar na jaaye kaheeN

Jee jalaataa hooN aur ye sochata hooN
RaayegaaN ye hunar na jaaye kaheeN

Aao kuchh der ro hi laiN 'Nasir'
Phir ye dariya utar na jaaye kaheeN
**

[/QUOTE]

one of ma fav WG thanks 4 sharin......:)

Re: Re: Neeyat-e-shauq bhar na jaaye kaheeN

[QUOTE]
*Originally posted by Paglee: *

one of ma fav WG thanks 4 sharin......:)
[/QUOTE]

Thanks Paglee :)

bohat khoob :)

very nice :k:
Ps
ajkal kaha bz hotay hain ap :stuck_out_tongue:

niceeeeeeeeeeeeeeee :k::k:

Chando Jee aap nay tu hamaray munh kee baat keh dee, Bilkul yahi baat hum aap say poochnay walay thay! :rolleyes:

ap ka mu dekhiey apna icon itna khula huwa hia k baat phisal k giri chando ne utha le ap k mu ki baat :wink: :hehe:

:hehe: :hehe: :hehe: :hehe: :hehe: