**
Un ansoo'oon ka kya jo Ashk-e-Rawan huwe aur zaaya hogaye**
[/QUOTE]
Ansoo kabhi zaya nahin hotey kuch ashk chup chaap say girtay hain
aur zameen main jazb hojatay hain ap samghtay hain kay zaya huay
kiya pata ye ansoo behanay ki ada hamary khuda ko pasand ajaie or aap kay angint gunah kab achanuk maaf kardie jaien ~~

Wah ji bahut khoob tashree farmaee hai aap ne... Ay kaash... ke ashk-e-nadamat ke chand aansoo muyassar ajayein