MATCH ka eik waqat mo-aye-yan hai
neend keyun raaat bhar nahi aatee
![]()
MATCH ka eik waqat mo-aye-yan hai
neend keyun raaat bhar nahi aatee
![]()
Re: Neend keyun raat bhar nahi aatee..
neend ki goli kha kay so jain
baad mein na khani par jaye :halo:
Re: Neend keyun raat bhar nahi aatee..
bus isi leyee nahi kha raha k khuda-na-khowasta baad main khani pare tu double doze no ho jayee
Arz kia hai (on Pak vs Ind WC games history)
Yaad-e-mazi aazab hai yaa rab
cheen lai mujh sai hafza mera
Re: Neend keyun raat bhar nahi aatee..
pehla match had jaty to ache hota yi sab sakoon kerty
Re: Neend keyun raat bhar nahi aatee..
same here mate ![]()
toughest night tonight ![]()
Re: Neend keyun raat bhar nahi aatee..
yani app kherahi hain kay pehla match har jana chahye? tu phir ravi chain hee chain likhega
Re: Neend keyun raat bhar nahi aatee..
neend is liye nahiiN aatii kiuN k “haar ek bhayaanak Khowaab” ban kar aane kaa jo Khauf hotaa hai. ![]()