**Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
**
![]()
**Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chaand jab aaye
Pyaar barsaaye humko tarsaaye
**
![]()
Re: Neele Neele
^-- wo to theek hay, magar karna kia hay iss thread main aakar? :s
aamin summa aamin keh doon ? :s
Re: Neele Neele
^ thandi aah bhar ke thread se exit hona hai!
![]()
Re: Neele Neele
^us kay liyay thandi aah bharnay ki koi zarorat naheen ![]()
Re: Neele Neele
*Sadaf,
*
ab to aah bhi aatay howay katraati hay,
kehti hay kay ka baba qadar kho daita hay roz roz ka aana...
bari baywafa hay yeh 'aah' bhi...pehlay to hamesha sath rehti thi
lekin ab to 'kanni katra kar' nikal gai hay kaheen door...
55 kay din bhuila na daina
aaj hansay kal rula na daina hooOoo
( Music: dhimpak dhimpak dhimpak...pleaase shake...)
Re: Neele Neele
is thread main aik darakht (tree) bhi laga do is kay gird dada aba jhoom jhoom kay apni heroin ko ye gana sunain gay :)
Re: Neele Neele
^-- aaj meri chutti hay
aur...
Mosam hay Ashiqaana
Aaay dil kaheen say UNN ko
aisay main
oops brb
Re: Neele Neele
heroin kirdaar ada karna pasand karaingee app ![]()
Re: Neele Neele
main ,,, kun G meray lie dada aba or khud k lie gs ki sab say soni soni kuryaan
wah g wah
Re: Neele Neele
Aray hum nay apnay liyay kis ko naamzad kiya hay ???
Re: Neele Neele
kisi ko nai,, ye aik political type ka jhoota ilzaam hay aap par meri taraf say
shooliiii :)
Re: Neele Neele
^Ab is ilzaam ko main haqeeqat banay wala hoon ![]()
Re: Neele Neele
hahahhahahahaha ACHA G
kal aa k pocon gi wo kesay
kun k abi meri chutti ho gai hay main tu chali
TATA
Re: Neele Neele
^ i know k yeh chitte_billo kon hay ;)
Re: Neele Neele
Light…
Camera…
Action…
yeh shaam mastaani, madhosh kiay jai
meri koi keenchay, terhi oorh liay jaayay…
Cut…
Lahola wala…yeh kiss kaam para laga dia mujhay…
3 dafa sab parho Asatghfaar…
(uran choo)
Re: Neele Neele
larkiyaan marti hain ab bhi ham par achaa gussa
hoonh na-qadray log…
Re: Neele Neele
![]()
Re: Neele Neele
To tum na bharo!!!
Re: Neele Neele
![]()
dada abba!!!
Khairayt to hai???
Disco ban gaye hain