wo samne aaya wo samne se hat gaya
Ya Allah kya karoon neela ghubara phat gaya ![]()
Re: neela ghubara
doosray mai hawa bharr lo :halo:
Re: neela ghubara
^-- lol :D
Re: neela ghubara
^-- ![]()
Meeeno ![]()
kaisi ho?
kya hooing ![]()
Re: neela ghubara
phuta howa goom gaya howa hai... im getting differnet colors but not neela ghubara... anyobdy got a neela ghubara
Re: neela ghubara
I got a Blue one… Chahiya kia ![]()
:desimunda:
Re: neela ghubara
^ Har jagah offer day rahay hain ![]()
Re: neela ghubara
Woh bhi faatt jaye ga......boom.
Re: neela ghubara
^ Tou hawa kam bharo na ghubaray main ![]()
Re: neela ghubara
Uray ga kesay?
Re: neela ghubara
^ Urranay wala hona chahiyay ..![]()
Re: neela ghubara
Baghair hawa kay kesay uray ga ghubara?
Re: neela ghubara
Mainay hawa kam bharnay ka kaha hay .. bilkul na bharnay ka naheen ![]()
Re: neela ghubara
chalo neela ghubara toe milgaya lekin us mai hole hai...pehlay sawal tha polo mai hole kio hai ab sawal hai neelay ghubaray mai hole kio hai?
Re: neela ghubara
Sigrat sai ghubara phat jata hai....kaboom.
PN> Soi ki waja sai.
Re: neela ghubara
^ Aap ka javaab drust hay … yeh lain >—>
for the taste alone ![]()
Re: neela ghubara
Maza aa geya…![]()
Re: neela ghubara
Gizzy bhaiyya ![]()
theek hoon, aap kaise hain?
bus kuch khaas nahi, usual ![]()
Re: neela ghubara
with ![]()
Re: neela ghubara
Hain? Siggat with Chai?
…![]()