Re: need lyrics
Is it this one, written on his death?
thanks lusi, this is it.
Re: need lyrics
Is it this one, written on his death?
thanks lusi, this is it.
Re: need lyrics
lets me address one thing at a time. I was not sure where to post this to get lyrics, shor sharaba seems to be discussions about movies and all, audio gallery is links to songs. So I postd it here, mods move my stuff just like they move anyone else’s stuff.
good friend of admin? if you mean ehsan bhai, I get admonished by him when I am out of line. if you mean Azkar, he is my bacchpan ka dushman, I have been banned by him previously.
I have no idea why my blog is the only featured blog on alldost, I did not do it, did not ask anyoone to do it, and frankly I dont want it to be featured and have all kinds of riff raff reading it anyways
:snooty:
Re: need lyrics
CG thanks for the input. Shorsharaba is for showbiz and entertainment related topics, audio as the name suggests for audio, I don’t think it fits either forum. What do you say fraudz
Poetry???
Re: need lyrics
poetry is fine, your call.
PS:would poetry also work if i need lyrics for some rap songs from 2livecrew? thanks
Re: need lyrics
poetry? 2livecrew?
Re: need lyrics
hence the dilemma of where to ask for lyrics but in general :)
Re: need lyrics
hey you could ask for the 2livecrew lyrics in poetry too you know, jus tthat you probably won’t get an answer ![]()
Re: need lyrics
I lost my damn notebook of lyrics ages ago and have never had the time to put ti together, now the challenge is that if I have to sing, which i dont do as often now anyways, I just have a few memorized
I liked older songs so its harder to find much info on them..here is an initial list
can ya help me
need lyrics for
1)jaltay hain jin kay liye
2)insha ji utho
3)yeh sheher tumhara apna hai issay chorr na jao insha ji
4)wahan kon hai tera musafir jaye ga kahan
5) dasht e tanhai
6) aye dil kissi ki yaad mein hota hai bay qarar kyun
It is disappointing you not asking for the lyrics of "Na yeh chand hoga, na taare rahenge" Here are the lyrics all the same.
Na ye chaand hoga, na taare rahenge
Magar ham hamesha, tumhaare rahenge
Na ye chaand hoga…
Bichhadkar chale jaaye tumse kahi
To ye na samajhna mohabbat nahi
Jaha bhi rahe ham tumhaare rahenge
Na ye chaand hoga…
Zamaana agar kuchh kahega to kya
Magar tum na kehna hamein bewafa
Tumhaare liye hain tumhaare rahenge
Na ye chaand hoga…
Re: need lyrics
It is disappointing you not asking for the lyrics of "Na yeh chand hoga, na taare rahenge" Here are the lyrics all the same.
…
mullak saaaab..shanti shanti...ahista ahista ahista, if i posted a list fo 100 songs then koi lift naheen karata, phases mein mangain gaye na.
Re: need lyrics
Fraudia bhai aap nain logon ko kis kaam pay laga dia hai apnay saath sub ko gunahgar bana rahain hain.
Aap ki is post ki wajah say jitnay log gana sunain gay sub ka gunah aap kay bhi sir jaay ga aur un kay bhi sir jaay ga.
Main nain jaisa kay quran main par'ha hai apnay alfaz main likh rahi hoon.
Jinko aap achchay kaam ka mashwara dain gay aur wo jub tuk achcha kaam karain gay us ka achcha sila aap ko multa rahay ga aur agar buray kam ka mashwara dain gay aur wo jub tuk bura kaam kartay rahain gay us ka gunah unko bhi aur aap ko bhi milaay ga.
Jintnay log gana sunain gay larics kay liaay utna aap ko gunah milay ga is liaay kay aap kay kahnay ki wajah say wo aisa karain gay.
Is kay Ilawa quran main par'ha hai
kaan main pghla huwaa sis dala jaay ga mausiqi waghaira sunnay main, jo sub say ziada garam ho ga.
Bura na maniaay ga aap sub main apna farz ada kar raheen hoon amaal karain gay to bohat achcha ho ga aap kay liaay bhi aur meray liaay bhi. Na karain gay to aap ki marzi
Allah nain quran main kaha hai apnay alfaz main bayan karti hoon
Aur tum nasihat kartay raho jub tuk nasihat kay nasah honay ki ummeed ho.
Main Allah say qawi ummeed rakhti hoon kay Allah zaroor aap logon ko is nasihat pay amal karwaay ga aur samajh day ga Insha Allah.
Quran nain baat ummeed ki ki hai aur na ummidei kufr hai so mujhay hamaysha ummeed rahay gi meray pyaray bhai fraudia aur tamaam bhai bahan meri naheen quran ki in baton pay zaroor amal karain gay Insha Allah.
Hum say bhi aik nain kaha ganon ki cd copy kar do hum nain naheen kar kay dia kai afrad naraz huway per hum nain do din tuk socha kia karain kai logon ko naraz kar dain ya Allah ko akhir jeet Allah ki huwi kay bhar' main jain yay log Allah razi to dunia razi.
So hum nain Allah ki khushi chuni aur sub ko naraz kar kay kah dia hamara computer copy naheen kar raha. Hamain yay bhi kaha gia kay aap ka kia jata hai usko gunah milay ga per nadan nain kabhi uper wali ayat naheen suni hogi kabhi ya bhool gaya hoga kay wo jub tuk sunay ga hamain copy kar kay denay ki wajah say gunah miltta rahay ga.
Quran main hai Apnay alfaaz main bayan karti hoon
Sharab kay shuru say bannay kay amal yani kasheed karnay say lay kar us pilanay aur peenay walay tuk saray involve logon ko same gunah milay ga.
Ub aap logon ko mujh pay aitaraz hoga kay khud bhi sunti ho gi cause its a human nature cause under baitha shaitan bahkata hai.
To Ittalaun arz hai hum bhi pehlay bohat gana suna kartay thay itna kay din bhar tape recorder aur cd player baja karta tha na sirf khud suntay thay balkay mohallay walon ko sunwatay thay wo is tarha kay full volume main lagatay thay is liaay kay ghar kafi bar'a tha to hum jahan bhi jain doosray konay tuk hamain awaz aay.
Laikin jub say suna kay kam main pighla seesa dala jaay ga tub say chor' dia. Jazak Allah Khair.
Gunguna letain hain abhi bhi aksar is liaay kay gungunana mana naheen kioon kay music mana hai gungunanay main music naheen hota.
Jitna yaad hai likh saktay hain kioon kay wo bhi mana naheen us main bhi music naheen hota.
Yaad ati hai ganon ki to zaroor gunganain. Likhna chahtain hain jitna yaad hai zaroor likhain kaheen say copy paste kartain hain zaroor karain per gana na sunain ya gana sun kar lyrics na likha khud ko gunahgar na banain kisi kay kahnay pay.
Allah meri baat main asar day aur mayray ilm main mazeed izafa karay Ameen. Summa Ameen.
Mujhay yaqeen hai aap log zaroor post kar kay meri himayat karain gay aur pehlay qadam meray pyaray say fraudia bhai uthain gay Insha Allah. Mujhay Allah pay qawi ummeed hai kamyabi ki.
Let join the race against music. All muslims are invited.
I know its a tough decision. Cause aur nafs kay under chupa baitha shaitan rastay bohat rokay ga per Jeet hamain Allah ki karani hai na kay shaitan ki ussay to hamain maat dena hai.
Khair Andaish Specially for my Fraudia bhai and all other pyaray pyaray Brother and sister.
Aur Akhrat kay din aap log gawah rehna kay main nain apna farz poora kia.
Re: need lyrics
Oh its so long & its in Urdu - who is gonna read it ?
Re: need lyrics
Wo par'hain gay jinko urdu ati hai jinkay dil main Allah Rahmat day ga wo par'hain gay. Insha Allah. Aap kay parents aur dada nana waghaira bhi kia English boltay thay.
Re: need lyrics
Insha Ji Utho, Asad Amanat Ali Khan
Insha Ji Utho, ab kooch karo; Iss shehr mein ji ko lagana kia? Insha Ji Utho, ab kooch karo; Iss shehr mein ji ko lagana kia? Wehshi ko sakoon se kia matlab; jogi ka nagar mein thikana kia? Insha Ji Utho, ab kooch karo; Iss shehr mein ji ko lagana kia?
Iss dil kay dareeda daman, dekho to sahi, socho to sahi Jis jholi mein sau ched howey; uss jholi ka phailana kia Insha Ji Utho, ab kooch karo; Iss shehr mein ji ko lagana kia?
Shabb beeti chand bhi doob chala, (hum to charagh-e-awal-e-shab hain awal-e-shabb bujh jayeen gay tumhi yaro aakhr-e-shabb tak deep se deep jalayee rakhna) Shabb beeti chand bhi doob chala, zanjeer parhi darwazay mein; keon daer gayee ghar ayee ho, sajni se karo gay bahana kia? Insha Ji Utho, ab kooch karo; Iss shehr mein ji ko lagana kia? Insha Ji Utho.
Uss Husn kay sachay moti ko, hum dekh sakain par chou na sakain! Jisay dekh sakain par chou na sakain woh daulat kia woh khazana kia? Insha Ji Utho, ab kooch karo; Iss shehr mein ji ko lagana kia?
insha ji ? Insha Ji Utho.
Thanks Lusi! I was looking for this!
Re: need lyrics
Heera, truth is "yes" - Meray Dada aur Nana dono English bhee boltay thay so do/did my parents.
But you didn't get my point - is not Urdu I am talking about - is Roman Urdu I am talking about. Write in Urdu transcript & I'll read it.
Re: need lyrics
Heera, truth is "yes" - Meray Dada aur Nana dono English bhee boltay thay so do/did my parents.
But you didn't get my point - is not Urdu I am talking about - is Roman Urdu I am talking about. Write in Urdu transcript & I'll read it.
Ohhhh can't believe it aap yani kay goray hain aur goron ki aulad hai.
Kia aap muslim hain? Ya christian or jewish?
Re: need lyrics
Shaitan kay ilawa tamaam musalman par'hain gay.
Kaheen aap hindu to naheen ya kafir
Re: need lyrics
^-- He is Muslims Alham du Lillah, but he meant, its long and is written in Roman Urdu, indeed you are right, but people on the net specially from west do avoid to read roman urdu specially if its long ...
so if you write in short and in english or even in urdu but short, people will read, hope you don't mind, and keep on reminding the lesson of Islam... we do need it...
Fradu,
you sang once? Muqaabla karna hay mujh say ?
Re: need lyrics
*No I don't have mind to mind. *
Thanks for your mashwaras.
Allah ka shukar hai kay muslim hain hum ko to shak hogia tha kay kaheen kafir honay ki wajah say to naheen hamari post pay yoon kah rahain hain ya mutaasib from urdu to naheen.
I hate mutaasib and those kafirs who talk about post that have religious message.
Re: need lyrics
Thanks Lusi! I was looking for this!
You have quoted lifeless but I will take the thank you...lol :D
Re: need lyrics
Fradu, you sang once? Muqaabla karna hay mujh say ?
artist log muqabla naheen kartay :)