Re: Need all information about the Ahmadiyya-sect
Chacha ghalib said
[quote]
All the books of Hazrat Mirza Ghulam Ahmad are on this site in urdu and there are books in english too on our views.
[/quote]
Acha mashwara hay, aap ka laikin khali kitabon ko parhnay say kya ho ga, kuch aqal bhi istamal karni paray geeeeee.
[quote]
You can't find out the Ahmadiyaa views by reading the books of our opponents because they pick and choose the stuff that suits them. Its like asking abu jahal about the views of the muslims.
[/quote]
aur rahi baat kah kuch mukhtasir sa stuff nikal kar ussay samnay rakh daina, to chacha ghalib jee main aap kay samnay kuch page rakhta hoon mirzaa qadiyani ki apni tahreeron kay phir aap mujhay uss ki logic samjha dijye ga. kah aisay fazool aur wahiyat ilfaz mirza qadiani nay apni tahreeron main istamal kiye hain, kah koi samjhdar shakhas ussay nabi to doooooooor ki baat aik sharief isnan bhi samjh sakta.
agar aap chahtay hain to main aap ko paish karon ga uss ki (Mirza Qadiani) tahreerain aur Inshallah context kay saath paish karon gay.
Hay aap main hosla kay aap mirza kay haq main koi replay kar sakain.
Khuda aap ko aur huamian hidayat pay chalanay ke toufeeq day.
Waiting for your reply
Rana Tipu