Re: Near Crippling Snow Storm in Ontario
hum badmaash hain kya ![]()
mairaa tu chutti pay phadda ho gaya thaa - doo dinn maira pait kharab thaa kaam par nahi ayaa - bass itni si baat thee ![]()
uss kay alawa eid / bakra eid pay naya shalwar qameez ka suit dainay ka bhi wada kiyaa thaa ehsan bhai nay - woo bhi nahi diyaa
aisi naukri nahi karni mujhay ![]()