Nazuk Mizaaj Pari
Raat wale SMS wali Jin to nahi thee.
![]()
Nazuk Mizaaj Pari
Raat wale SMS wali Jin to nahi thee.
![]()
Re: Nazuk Mizaaj Pari
pata nahin, ye to Pari ko pata hoga :@:
Re: Nazuk Mizaaj Pari
aaj kal aap pariyoon k peache hain :@: . . .
Re: Nazuk Mizaaj Pari
ulta bhi to ho sakta hai :@:
Re: Nazuk Mizaaj Pari
ulta hona hota tu bohat pehle ka ho chuka hota :@: . ..
Re: Nazuk Mizaaj Pari
Payel he thee na?!?!
Re: Nazuk Mizaaj Pari
^ Good Question :@: . . .
Re: Nazuk Mizaaj Pari
hmmmm Pari ![]()
![]()
Re: Nazuk Mizaaj Pari
ulta hona hota tu bohat pehle ka ho chuka hota :@: . ..
her cheez ka ik waqt muqarar hota hai :@:
Re: Nazuk Mizaaj Pari
Payel he thee na?!?!
cham cham ki awaz se to payal hi lagti hai
Re: Nazuk Mizaaj Pari
kon dar gye pari ya payal?
Re: Nazuk Mizaaj Pari
kon dar gye pari ya payal?
paRosi
cham cham ki awaz se to payal hi lagti hai
Churiyoo Ki bhi hoti hai.
Re: Nazuk Mizaaj Pari
Churiyoo Ki bhi hoti hai.
chooRi ki khan khan hoti hai
Re: Nazuk Mizaaj Pari
paRosi
parosi ka yahan kya kaam
Nazuk Mizaaj Pari
chooRi ki khan khan hoti hai
Apko bara pata hai Sab !
Re: Nazuk Mizaaj Pari
Apko bara pata hai Sab !
bus gana yaad aa gaya tha:
chooRi baji hai kahin door chhan chhan chhan
Re: Nazuk Mizaaj Pari
Ye nazuk mizaaj to nhi lag rahi…![]()
Problem kuch or hy…
Re: Nazuk Mizaaj Pari
roshni daaliye
Jin bhoot wali na ![]()