***Nazron kay teer Aaisay Mairay Dil Mian Uttar kay
Aasay Jla na Gee Maira Kudh ko Sanwar kay
Mana Kay Taira Joban hai Aj Kal Ooj per
Mana kay tairay Din hain Bnaow Singhar kay
Joban ko Tairay Dakh kay Kati hain Ungleyan
Niklo na Ghar say Apnay Kudh ko Sanwar kay
Wo jis ko Apnay Husan per Had Darja Garoor tha
Nazar mile to Rah gya Kudh Dil ko Haar kay
Tum Per Bure Nazar hai Zamanay ke Aaj Kal
Niklo to Ghar say Apne Nazar ko Uttar kay
Aahi Tairay Bagair to Sune hai Zindigi
Tum kya Gay kay Rooth Gay Din Bahar kay***