Nazm,,

Re: Nazm,

Yaad Rakhna …..
Jiss Shakhas Nay Mujh Ko Palat Kar Naheen Daikha
Uss Shakhas Kay Hathoon Pah Mera Naam Likha Tha

Re: Nazm,,

hmm,,,
Wo dil nawaz hai lekin nazar shanas nahi
mera ijal merey chara ger ke pas nahi

Re: Nazm,,


Wah Wah.. too good, after so much time there has been some awesome pieces of poetry.. Thanks for sharing Sara

Mushafi, ham to samjhay thay k ho ga koe zakhm
tayray dil mein to bohat kaam rafoo ka nikla


Re: Nazm,,

beautiful:)

Re: Nazm,,

BUhat shukriya,, Dania,, sis...


mauji ji,, its wonderfull complement shukriya buhat apka,,


Manzoor yeh talkhi yeh sitam hum ko gawara
dam hai to madawae alam kertey rahain ge

Re: Nazm,,

diivaar-e-shab aur aqs-e-ruKh-e-yaar saamane
phir dil ke aa_iine se lahuu phuuTane lagaa
phir vaz-eehatiyaat se dhu.Ndhalaa ga_ii nazar
phir zabt-e-aarazuu se badan TuuTane lagaa

Re: Nazm,,

Wahh,, buaht khoob..Harf-e-Junoon ji


phat na jain kahin zabt e musalsal se ragain
Chup ke tanhayi mai kuch ashk baha le too bhi

Re: Nazm,

**To Youn Kaheey na …

Main Tujh Say kaisay Kahoon Yar Maharban Meray
Kay To Ilaj Nhaeen hay meri har udassi ka **

:slight_smile:

Re: Nazm,,

hmm,, yehi to keh rahi hoon,,,,


duniya ki berukhi ka gila hai terey lab per
ab kesey bataon tujhey mai bhi nahi tera

Re: Nazm,,

khul gaeen saari hukeekutain mohabat kay fusaanay ki
kuhi hain shuraait-e-mazhub, kuhi tuvaqaat is zumaanay ki

Re: Nazm,

**Hai Hai Yaad Aya ….. Iss He moqay kay liaya Chacha Ghalib Farma Gaiy Thay ………

Humko unse wafa ki hai ummeed
jo naheen jaante wafa kya hai ?**