**salaam dosto,
AsGhar Husain “AsGhar” GonDvii kii yeh dil-fareb Ghazal pesh-e-Khidmat hai…Muqawwee saaHib maiN ne yehii Ghazal jo ek duusrii laRii meN pesh kii thii vo mukammil nahiiN thii lihaaza uskii mukammil soorat yahaN chaspaaN kar rahaa huN…ummeed hai k qaare’iin o naazireen o saame’iin ko yeh Ghazal pasand aayegii.
Jagjit Singh ne is Ghazal ke chand ash’aar hii gaaye haiN. kaash k poorii Ghazal hii gaate…![]()
aapkii aaraa kaa shiddat se intizaar rahegaa…shukria. to, Ghazal mulaaHizah farmaaiye:
faqat iraadat-kai’sh
_______KKF**
Restored attachments:
