Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

**Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha
Main Us Ki Chahat Main Ghar Say Nikla, Tu Haal Kitna Ajeeb Sa Tha

Na Main Nay Us Ko Khatoot Likhay, Na Us Nay Meri Panah Chahi
Dono Ko Apni Be Khudi Pay, Malaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Wo Meri Raaton Main Chand Dekhay, Main Apni Raaton Main Us Ko Socho
Badaltay Lamhon Main Soch Ka Ye Wisaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Ye Zeest Tanha Hi Kaat Lo Gay, Jo Main Nay Pucha To Ro Dia Wo
Jawab Kitna Ajeeb Sa Tha, Sawal Kitna Ajeeb Sa Tha**

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Very nice. You remind me of Koyal

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Koyal.........Kon?

LP ko..............Pktune

Aapko............Koyal

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

:hehe:
kabhi kabhi i seriously used to think k aap pktun hain

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Koyal guppan thi yahan issi tarz may poetry posy karti thi. Allah unhay bakhshay

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

:no:…:nahi:

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Kia Guzar Ga`en..........?

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Nahi to

Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

:smack:

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Aap k sir mein DARD hy…?

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

:smiley: ab nahi sochti

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

:hat:

but aapko dekh ke yaad atay hain wo

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

Wo hyn kahan.......?
Nazar hi nhi aa`ty............

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

mujhey bhi nahi pata :(

Re: Nazar Main Zulmat, Badan Main Thandak, Jamaal Kitna Ajeeb Sa Tha

lagtaa hai maHboob ko Canadian winter meN dekh liyaa :) bahot lyrical Ghazal hai...i LOVE this bahr

dusre she'r ke misr'a-e-saanii meN ek lafz missing hai...mere Khayaal se yuN honaa chaahiye:

** yuN Dono Ko Apni Be Khudi Pay, Malaal Kitna Ajeeb Sa Tha**