Cafe’ ko:crying:
Re: ~Nazar Lagayee~
^Kis ki ![]()
Re: ~Nazar Lagayee~
topic kay spelling drust nahin hain ![]()
chalo deewar kay saath khari ho jao aur hilnaa nahin ![]()
ps. kis nain kaha tha deeday phaar phaar kar daikho cafe ko
Re: ~Nazar Lagayee~
Aunties ki nazar lagi ho ge ![]()
Re: ~Nazar Lagayee~
…Cafe’ ko nazar lagayee, kyunki aaj kal Cafe’ ki haalat kaafeee buri hai:crying:
Re: ~Nazar Lagayee~
kyon lagayee tum ne lagae :halo:
Re: ~Nazar Lagayee~
![]()
Re: ~Nazar Lagayee~
Nai maine nahee lagayeee…kisee aur ne lagayeee:crying:
Re: ~Nazar Lagayee~
nahin tum he ho wo.. sirf tum he ho
bohat gandi bachi ho bhai.. moti ![]()
Re: ~Nazar Lagayee~
![]()
…and im not a gandi bachci i am a achi bach…u r a ganda bacha:naraz:
Re: ~Nazar Lagayee~
achaWwwwww
NO WAYYYYYYYYYYY ![]()
im a ganda bacha
says who>?
Re: ~Nazar Lagayee~
kis ne laga di nazar paki pride ko
Re: ~Nazar Lagayee~
![]()
Re: ~Nazar Lagayee~
tu iss main itna rone wali kaun si baat hai
thodi si mirchain le k nazar utarwa lo ![]()
Re: ~Nazar Lagayee~
Mujhe nahee…GS Cafe’ ko:crying:
Re: ~Nazar Lagayee~
Says me:hoonh:
Re: ~Nazar Lagayee~
acha chalo ab nazar utar lo jaa ker theek ho jaye gaa naa aur yeh moun band ker lo nahi to makkhi andar jaye gi
Re: ~Nazar Lagayee~
thori mirchain tu daina zara.abhi ilaj ho jaiy ga nazer ka aur laganay walay ka bhi
Re: ~Nazar Lagayee~
mujhe bhi kuch dinoon say lag raha tha keh yahan buri atmaaoon ka saya hai .........i know one tantrik baba
Re: ~Nazar Lagayee~
^indian channels kum daikha ker kuri-ay
tantrik babay ki koi zaroorat nahn.
her roze subah sham 500 posts kia kero nazer uter jaiy gee