Nazar ka dokha

kuch laug jo kabhi bhe nahin achay hotay hain … kitnay achay lugtay hain :bummer:

aur kuch laug jo bhut achay hotay hain - woh buss teekh lugtay hain :konfused:

iss duniya main insan koher waqt nazar ka dokha hota hey :cb:

Re: Nazar ka dokha

nezer check kerao :hehe:

Re: Nazar ka dokha

oh no:bummer:

Re: Nazar ka dokha

  • 2.25 left eye
  • 2.50 right eye

go visit kanda opticals
or hakim opticals :)

Re: Nazar ka dokha

:omg:

mine is 6/6

Re: Nazar ka dokha

Maya hai saab Maya hai :hinna:

Maya nahi Maya jaal. Urdu key tang tor kay rakh dee.:smack:

dont worry you will find the right person soon – :kiss:

HazRat phelay app ek course karaiN … hindi or Urdu ki muRakaab alfaz pe …

Maya hindi ka lafz hai … or zaroori nahii hai isaY maaya jaal ki toR pe istemal kia ja’aay :stuck_out_tongue:

reference k leay Muhla’hizaa hooo …

Ibn-e-insha ki mashooR nazam

*Maya hai sab maya hai *
sab chalti phiRtee chaya hai
is ishq mein hum ne jo koHya jo paya hai
*jo kuch tum ne keha , faiz ne jo far’maya hai *

maya hai sab maaya hai

Yea urdu humaRay ghaR ki londii hai :snooty:

jabhii tu hum daaGh mehrooM ki kehe’hovi baaT aysay moqooN pe dooHRatay hain

'Urdu hai jis ka naam Humhe JanTay hain DaaGh ’

:barbie:

as if am looking :kursi: Bad’dauhain na dooo :emmy:

Re: Nazar ka dokha

aliyish - kahan thay itnay din :)

Re: Nazar ka dokha

Busy in work ....

Re: Nazar ka dokha

kion busy :naraz:

Iraj bhai gaajreiN (carrots) khaya karo.

Khargosh yaani kay Rabbits ki tarha ho jaye gi nazar..

Re: Nazar ka dokha

Jaysiii musmus ki hai :@:

:@: <--- yay tum itni bari bari aankheiN kiss khushsi maiN nikaal rahey ho?

Tumhari bhi kamzor ho gai hay?

naazar kamzoor ho jaya tu admi k ikhlaq achay hojatay hain :chai:

Aur phir insaan GS pay aana chor daita hay.

Kiu Hazrat?

Re: Nazar ka dokha

sabh nazar ka dhooka hai Iraj AUnty… :@:

Re: Nazar ka dokha

haha should have gone to specsavers ...... but man they aint cheap either ... in their price ya can get many from pakistan