Nazar jub tum se
milti hai,
Main khud ko bhool
jata hun,
Bus ek dharkan
dharakti hai,
Main khud ko bhool
jata hun,
Tmhen milney se pehlay
**main bohat sjta **
sanwarta hun
Magar jub tum sanwartay ho
Main khud ko bhool
jata hun,
Tum gum hotay ho
sochon mein,
**Main takta he to **
rehta hun,
**Jo tum pehlu **
badaltay ho,
**Main khud ko bhool **
jata hun,
**Main aksar he yeh **
kehta hun
Main tum se pyar
krta hun,
Magar jub tum
yeh kehtay ho,
Main duniya bhool
jata hun…
Re: Nazar jub tum se milti hai....
bohat khoob ji
Re: Nazar jub tum se milti hai....
very nice....
n welcome to GS