Nazams/Naats

one of my fav thanx for sharing :slight_smile: :k:

Does anybody know who read..." Madinaye ka safar haye aur mein sherminda sherminda ".. and where i can find it indeed ?
-Salman

[QUOTE]
*Originally posted by SalmanNY: *
Does anybody know who read..." Madinaye ka safar haye aur mein sherminda sherminda ".. and where i can find it indeed ?
-Salman
[/QUOTE]
many.. i like that one in Siddique Ismaail's voice though:)

humm.. try kazaa :-)

very nice irem baji, jazakallah :hug:

btw can sum1 post up Asma-ul-Husna

3910.D_JAD-20030515-230441

kab talak muntazir ham rahain ya Nabi
Apna jalwa-e-Athar dikha deejiay
kab talak muntazir ham rahain ya Nabi
Apna jalwa-e-Athar dikha deejiay

Ham Faqeeron ki Ya Ahmad-e-Mujtaba
Pias Qalb-O-Nazar ki bhuja deejiay
Ham Faqeeron ki Ya Ahmad-e-Mujtaba
Pias Qalb-O-Nazar ki bhuja deejiay

Aap zeenat azal ki hain khair-ul-wara
Aap ronaq abad ki hain Sall-e-Ala
Aap khair ul bashar wajh-e-kon-o-makaan
Paar bera hamara laga deejiay

Arsh walay bhi hain teray sana khuwan hain
Aur Malaik teray darr kay darbaan hain
Teray darbaar-e-Aali ki kiaa shaan
Apnay qadmon main ham ko bula leejiay
Apnay qadmon main ham ko bula leejiay

Ranj-o-alaam say kardo ham ko bari
khushk hay dil ki khaiti yeh kardo hari
Tashnagi baykali teergi ya Nabi
Rah guzaraon say dil ki hata deejiay
Rah guzaraon say dil ki hata deejiay

Bay amal ham sarapa gunah gaar hain
Ranjishon mushkilon main giraftaar hain
Ham karam kay tumhaaray talab gaar hain
Aah-o-girya say ham ko jila deejiay
Aah-o-girya say ham ko jila deejiay

Sab say oncha hay rutbon main rutba tera
Choomtay hain hain malaik bhi ROZA teraa
Chahatain dil main hain sar main soda tera tera
Darr pay ishrat ko bula leeejeay
Darr pay ishrat ko bula leeejeay

kab talak muntazir ham rahain ya Nabi
Apna jalwa-e-Athar dikha deejiay
kab talak muntazir ham rahain ya Nabi
Apna jalwa-e-Athar dikha deejiay

Ham Faqeeron ki Ya Ahmad-e-Mujtaba
Pias Qalb-O-Nazar ki bhuja deejiay
Ham Faqeeron ki Ya Ahmad-e-Mujtaba
Pias Qalb-O-Nazar ki bhuja deejiay

(Aamin summa aamin :teary3: )

Jazakallah brother, luved da first site :love:

now gonna try da second one…im sure it’s great too :slight_smile:

may ALlah(swt) bless u..ameen

:k:

:flower1:

Thanks everyone :flower2:

some of mine

salam all :slight_smile:

here are some i have recited

http://www.wakasmir.com/naat

can n e one share this na'at muradoan sey daman nahin koi khali or khula hey sabhi key liyeh bab-e-rehmat yahan koi rutbey mey adna na aayey read by fasih uddin soharwerdi ,Qari waheed uz zafar qaasmi and also by Dr.amir liyaqat hussain!

plz plz i'll b really very grateful to u all:-)

bump

Eid Milad un Nabi [saw] mubarak to all guppies :flower1:

Kher Mubarak :slight_smile: aap ko bhi mubarak ho , God Bless you :k: Ameen

Nazams/Naats

Post them here guys :)

23852.373260826

...revived since Ramzaan is coming up...

Irem imma post some naats in the upcoming days :hug:

If u want, i got loads of duas? Let me know if u want me to post some :0)

sheru haan post kar :hug:

irem i was uploading and i got logged outttttttttt :crying: lemme try again :smiley:

By Qari Waheed Zafar.

Allah hoo
7652.627592556

Fasalon ko takaluf
7652.103548245

Jahan Rozay Pak
7652.1173022036