Koi mosam ho wasal-o-hijar ka
Hum yad rakhtay hein
***Teari yadon say iss dil ko ***
bohat abad rakhtay hein
Kabhi dil kay sahefay par
Tujhay zanjeer kartay hein
Kabhi khawabedah shamon mein
Kabhi barish ki ratton mein
Koi mosam ho wasal-o-hijar ka
Hum yad rakhtay hein
Teari baton say iss dill ko
Bohat abad rakhtay hein
By Noshi Gillani