Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

**

Na hon gay hum yahan Lekin basa phir b jahan ho ga

Koi humse bura ho ga koi humse bhaLa ho ga
Bohat hun gyn zamanay men koi humsa kahan ho ga

Kati hai Zindagi apni aaj tak to imtehanon me
Khuda janay abi kab tak hamara imtehaan ho ga

Jo rakhta tha yaqeen hum pr kabhi Emaan ki had tak
Khabr kya thi k wo b hum se aisa badgumaan ho ga… **

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

Kati hai Zindagi apni aaj tak to imtehanon me

Khuda janay abi kab tak hamara imtehaan ho ga

Zindagi aik imtehan he hai

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

:smack: wo is imtihan ki bat nae kar raha :bummer:

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

Acha phir kiss imtehan k baat kr rahey hain ?:hmmm:

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

**Koi humse bura ho ga koi humse bhaLa ho ga
Bohat hun gyn zamanay men koi humsa kahan ho ga

:k:

Hum sa ho to samne aae
**

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

aa raha hai tum say jald he…:stuck_out_tongue:

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

Coming Soon!!!! Which channel?

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

HBO.....man of steel :P

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

It will take 2-3 years that this movie aired on HBO. abhi to cinema main bhi nahin lagi (Pakistan main)

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

torrent....

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

CHOR DO ITNA MAT SOCHO KNEES MAIN DARD HO JAY GA :bizz:

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

:smilestar:

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

**Jo rakhta tha yaqeen hum pr kabhi Emaan ki had tak
Khabr kya thi k wo b hum se aisa badgumaan ho ga…

**yehi dekhna baqi reh gaya tha :vivo:

Re: Nayi manzil naye rastay naya hi karwan ho ga

aisi koe harkat kee hogi na :hoonh: