Naye Saal bata... Tujh main naya kia hai?

Re: Naye Saal bata... Tujh main naya kia hai?

2014... insha Allah... it will be rocking year... Ameen!!

Re: Naye Saal bata… Tujh main naya kia hai?

naya pan tou hou gaa, naye naye dramey hon gai siyasat mein. maza aaye ga. :chai:

Re: Naye Saal bata... Tujh main naya kia hai?

abhi tou shuru hua hai...aik min mein kya tabdeeli aaey gi

Re: Naye Saal bata… Tujh main naya kia hai?

dramay to aajkal bore ho gaye hain

Re: Naye Saal bata... Tujh main naya kia hai?

siyaasi dramon ke season kaa kuch nahin pata hotaa kabhi bhi peak par aa jate hein....