Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan...

aur Baal Banaoun Kis Ke Liye? :blush:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

Apni dulhan ke liye? :blush:
Mubarak ho :rose:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan...

ApnaY liye
Qoum kaY liYe

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan...

you don't have to.........

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

Ghazab ho jaye ga yaar…all those girls… bohat dil tootein gay …:smiley:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

apni behnoN kee khushi kaY liYe itnaa bhee naheeN kar saktaY :naraz:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

mera toh kissi aur seh bhara huwa ahi mera nehi toote gah :roman:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

Kaash if saieen bhai hadn’t proposed… dreams :wink:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

:emmy:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

:bummer: meray naye kapray aur baaloun ka style abhi dekha nahi hai apne :wink:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

dekhne bhi nehi
mujhe pata hai
lakeeroun vaale kapre yahaan vahaan fashion keh naam per phate huwe,
aur chaarchuwe keh terha baal :stuck_out_tongue:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

Naraaz math ho ye bhabi :smiley:

BTW aap ki koi behan hai?

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

Ji nahi :naraz: aaj ke daur ke fashion ke hein – bilqul filmi hero ki tarha…aap dekhein gi tho dekhti hi reh jaye gein :smiley:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan...

Kyoon, you want a wife for ur brother?:)

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

nai kaPray badal kay puranay kaPray pehnoo gay ? :confused:
Magar kyon ?

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

Who said anything about brother? :wink:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

satyaa naas :rotfl:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

na really. you don’t have to :smiley:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

:smack:

Re: Naye Kapray Badal Kar Jaoun Kahan…

*Khushfemi ka shikaar… :halo: :smiley: