~*~ Naya Saal Manaun Kaisey ~*~

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

Wo Jo Hal Tha Wohi Hal Hai
Kahon Kis Trah Naya Saal Hai,
Wohi Zindagi Ke Wabaal Hain
Kahon Kis Trah Naya Saal Hai,

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

Naya saal hai jadu ki charri nahin

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

waise naya saal manaya kiyun jae?

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

banda ghareeb ko kya farq parta hai nay ya guzashta saal se?

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

ghareeb ka to sukoon barbaad hota hai.. kabhi firing se aur kabhi traffic jam main ghanton bus main khaRe ho kar

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

usay to pata hi nahin hota k saal tabdeel ho gya hai

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

Very nice..

Re: ~~ Naya Saal Manaun Kaisey ~~

Naya saal...naye ummeed