Naya KPK | Initiatives & Progress

Re: Naya KPK/IK forms KPK Advisory council (merged)

Minimum B.Ed :omg: Kabhi unn schools ka dora karain to pata chal jay ga Astaza ka mayaar, aur BTW B. Ed walla bhi Aitchison tou door key baat hay LGS ya Beacon House ka Syllabus bhi naheen parh sakta :barbie: waisay maira dost bhi double MA, MBA and M Ed. kar kay Govt Primary School Dhanoot main parha raha hay :cobra:

Pahlay Qualified Teachers ka taqarur karwaya jay instead of Political based teachers phir kuch banay ga :cobra: Aab Allah ka Wasta Oxford University ka syllabus nah apply kar wa dain jo thoray buhat B.Ed aur M. Ed ho rahay hain woh bhi band ho jain gaiay :omg: