Ek nawaab sahib ka mood hua key woh namaaz masjid main parheyn to unhon ney kahalwaya Imam sey key mera intezaar karna.
Maghrib ka waqt hua aur andhera honey laga lekin nawaab saahib nahin aai to logon nai namaaz parli.
Kuch hi der baad nawaab pohchey aur boley, “tum log to roz namaaz partey ho, main to kabhi kabhi parta hoon, mera intezaar hi kar liya hota.”