Nationalism and patriotism

Re: Nationalism and patriotism

is daur mein may aur hai, jaam aur hai, jumm aur
saaqi ne bina ki ravish e lutf o sitam aur

tehzeeb ke aazar ne tarashwaye Sanam aur
Muslim ne bhi tameer kia apna Haram aur

in taaza khudao mein bara sab se Watan hai
jo pehrv is ka hai woh Mazhab ka kafan hai

Nazara e deri na zamanay ko dikha dey
ay Mustawafi khaak mein is but ko mila dey