Re: National security committee summons army, ISI chiefs
So it will be meray aziz hum-watnooN!!!
App nay dekha memogate scandal maiN fouj ko commission diya baghair mulk ko baichnay key koshish key gayee, hum nay aisi na-ahl govt ko haTa ker khud saray kam kernay ka faisla kiya hay, app ko yeh jaan ker khushi hogi kay taqreeban sari political aur corrupt leadership jail maiN daal dee gayee hay, jahaaN woh eak eak payee ka hisab daiN gay aur hum un say apna hisa sood samait wasool karaiN ga y.
App ko yeh jan ker aur bhu musrat hogi kay hum nay MUSH key policies kay ijraa ka faisla ker liya hay…