Gayee` Dino ka suraagh lay ker,kidher sey aaya kidher giya woh
Ajeeb manoos ajnabi tha,mujhye tou hayran ker giya woh
Bus aik motee see chaabb dikha ker,bus aik methee c dhunn suna ker
Sitara~ e shaam ban kaiaya,barang-e kuwab sehar giya woh
Khushi ki ruutt ho kai ghaam ka mousam,nazar isey dhoundtee hai her daam
WOh boweey gul tha kai naghma-e jaan,mayray tou dil mai uuatr giya woh
Younhee kasak hai zara c dil mai,jo zakham gehra tha bhar giya woh
Kuch abb badalnay lagi hai jaan bhee,badal chala dour asman bhee
Jo raat bhari thee tal gaee hai,jo din kara tha guzar giya woh
Bus aik manzil hai boalhawal ki,hazar rastay hain ahil e dil kai
Yeh hi tou hai faraq mujhye mai is mai,guzar giya mai,tehr giya woh
Shikasta pa rah mai khara hoon.gaye dino ko bula raha hoon
jo qafila mayra hamsafer tha,misal gard safer giya woh
Mayra tou khooun hogiya hai pani,sitamgaroun ki palak na bheegi
Jo nala uutha hai raat dil say na janay youn bayasar giya woh
WOh maykaday ko jaganay wala.woh raat ki neend uranay wala
Yeh ajj kia is kai jee mai ayee kai shaam hotay hi ghar giya woh
Woh hijar ki raat ka sitara,woh ham nsafas.hum sukhan hamara’
Sadaa rahay naa is ka piyar apiyara,sunaa hai kal raat mar gita woh
WOh jis kai shanay pay haat rakh ker safar kia tou nay manzilaoun ka
TAYREE gali say na janay kion ajj sir jhuka aye guzar giya woh
Woh raat ka bay nawa musafir,woh tayra shayir,woh tayra nasir~
Tayree gali taak tou jatay jatay daikah tha,phir najanay kidher giya woh
Wah!
Thnks 4 sharing.
Nice…:k:
bouhat khoob :k:
One of pasandeeda :k:
Thanks
Re: NASIR KAZMI ki iK KUBSURAT KAWISH
[QUOTE]
*Originally posted by MARRIED NY: *
Gayee` Dino ka suraagh lay ker,kidher sey aaya kidher giya woh
Ajeeb manoos ajnabi tha,mujhye tou hayran ker giya woh
Bus aik motee see chaabb dikha ker,bus aik methee c dhunn suna ker
Sitara~ e shaam ban kaiaya,barang-e kuwab sehar giya woh
Khushi ki ruutt ho kai ghaam ka mousam,nazar isey dhoundtee hai her daam
WOh boweey gul tha kai naghma-e jaan,mayray tou dil mai uuatr giya woh
Younhee kasak hai zara c dil mai,jo zakham gehra tha bhar giya woh
Kuch abb badalnay lagi hai jaan bhee,badal chala dour asman bhee
Jo raat bhari thee tal gaee hai,jo din kara tha guzar giya woh
Bus aik manzil hai boalhawal ki,hazar rastay hain ahil e dil kai
Yeh hi tou hai faraq mujhye mai is mai,guzar giya mai,tehr giya woh
Shikasta pa rah mai khara hoon.gaye dino ko bula raha hoon
jo qafila mayra hamsafer tha,misal gard safer giya woh
Mayra tou khooun hogiya hai pani,sitamgaroun ki palak na bheegi
Jo nala uutha hai raat dil say na janay youn bayasar giya woh
WOh maykaday ko jaganay wala.woh raat ki neend uranay wala
Yeh ajj kia is kai jee mai ayee kai shaam hotay hi ghar giya woh
Woh hijar ki raat ka sitara,woh ham nsafas.hum sukhan hamara'
Sadaa rahay naa is ka piyar apiyara,sunaa hai kal raat mar gita woh
WOh jis kai shanay pay haat rakh ker safar kia tou nay manzilaoun ka
TAYREE gali say na janay kion ajj sir jhuka aye guzar giya woh
Woh raat ka bay nawa musafir,woh tayra shayir,woh tayra nasir~
Tayree gali taak tou jatay jatay daikah tha,phir najanay kidher giya woh
[/QUOTE]
a long one....:)
bohat khoob :k: