[ Naseehat ]

Tum He Nay Kaha Tha Na Aik Din…

Ke Jab Meri Yaad Aaye T0 Kitaabain Parhaa Kar0…

Kaha Tha Na Tum Nay…??

T0 Sun0…

Ye Dewaan-E-Ghalib’ Ye Dewaan-E-Meer’ Ye Afsaanay Ye Ghazlain Ye Mery Kamray Main Parri Aur Kitaabain…

Ye Sub Main Yaad Kar Chuka H00’n…

Laikin…??

Aik Tumhe K0 Na Bh00l Paaya…!

Re: Naseehat ]

Wah Wah kia baaat hay khawab Rang Jee :lajawab:

maza aa gia parh kar :k:

Ye Dewaan-E-Ghalib’ Ye Dewaan-E-Meer’ Ye Afsaanay Ye Ghazlain Ye Mery Kamray Main Parri Aur Kitaabain…
Ye Sub Main Yaad Kar Chuka H00’n…

Laikin…??

Aik Tumhe K0 Na Bh00l Paaya…!