Naraz na ho

Gungunatay huay anchal ki hawa day mujhko,


ungliyan pair k baaloN may sula dy mujhko,


jestarah falto guldan paRay rehtay hain,


apnay ghar k kisi konay may laga day mujhko,


yaad kar k mujay taklif tu hoti hogi,


aik qissa hu purana to bula dy mujhko,


dobtay dobtay awaz teri sun jaoN,


akheri bar to sahil say sada dy mujhko,


log kehtay hain k ye ishq negal jata hai,


may bhe es ishq may aya hon dua day mujhko,


Rothna tera meri jan leye jata hai,


Aisay naraz na hu hans k dekha day mujhko


Re: Naraz na ho

:chai:

Re: Naraz na ho

Simple n gud ! :k:

Re: Naraz na ho

thanks BL,,,


MM.. :ASA:

Re: Naraz na ho

nice

Re: Naraz na ho

gud hoye

Re: Naraz na ho

agar ap so gaye tu poetry koN post karay gha sweet :p

PS: nice 1