Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz......

Naqsh-e-Khiyaal Dil Say Mitaaya Nahee Hanooz
Baydard Main Nay Tujhko Bhulaya Nahee Hanooz

Voh Sir Ju Tairee Rahguzar Main Tha Sajida Raiz
Main Nay Kisee Qadam Pay Jhukaya Nahee Hanooz

Maharaab-e-Jaan Main Tu Nay Jalayaa Tha Khud Jisay
Seenay Ka Voh Chiragh Bhujayaa Nahiin Hanooz

Bayhosh Hoo Kay Juld Tujhay Hoosh Aa Giya
Main Budnaseeb Hoosh Main Ayya Nahee Hanooz

Murr Kar Bhee Aaiy Gee Sada Qabar-e-Josh Say
Baydard Main Nay Tujh Ku Bhulaya Nahee Hanooz

Re: Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz......

Voh Sir Ju Tairee Rahguzar Main Tha Sajida Raiz
Main Nay Kisee Qadam Pay Jhukaya Nahee Hanooz

Re: Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz......

be dard meny tujhko bhulaya nahi hanooz............nice choice

Re: Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz…

Ustaadon ki ghazlein share kar rahe hain aaj kal :slight_smile: acha hai :k:

Re: Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz…

nice :k:

Re: Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz…

:k:..

Re: Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz......

acha zoq qaim hay hanoz

Re: Naqsh-e-Khayaal Dil Say Mittaya Nahee Hanooz…

very nice1 :k:


Thank u Aliyish:)


Thank u Safia:)

:slight_smile: Thank u for liking

Thank u Sunny:)

Thank u Punjabi:)


Allah Issay Qaim Hee Rakhay:) Thank u for liking muncho:)

Thank u Shab:)