Nangey paaoon

Gaari Chalana :chupki:

acha lagta hai :wub:

Garmeoon main AC chalana

acha lagta hai

raat ko thandey paani se nahana

Acha lagta hai …

Re: Nangey paaoon

mujy :devil:

Re: Nangey paaoon

Sachi ? :wub:

mera dil bhi kitna pagaal hai

ye payar tu tum se karta hai

par samney jab tum aatey ho

kuch bhi kehney se darta hai …

:hula:

hamarey ghaar raat ko light chali jaati hai our garmi se bura haal ho jata hai tu hum gaari main AC on kar key sair karney park main chaley jaatey hain :blush:

Re: Nangey paaoon

ok pir ? :rolleyes::..

Re: Nangey paaoon

hey !!! Is it a DRAMA !!??... I heard this name befor ! and im sure it was a drama called lagey paoun...

Re: Nangey paaoon

nangay paon sirf dramay mein hi hotay hein?

Re: Nangey paaoon

^oh chadoo ji

Re: Nangey paaoon

I have ‘ultay’ paaoon BHWAAAHAHAHAHAAA… :devil:

Re: Nangey paaoon

i have totay paoon today ...:(

Re: Nangey paaoon

Let’s exchange :devil:

Re: Nangey paaoon

^Elfi say jor lain

Re: Nangey paaoon

nai jortay aaj ..very tired :(

Re: Nangey paaoon

chaloo kal market say or lay aain gay

Re: Nangey paaoon

aur achay nai ho ge asay jesay yeh han :rose:..

Re: Nangey paaoon

Code-Red ko baatain banana
Acha lagta hai

Re: Nangey paaoon

^ Chaand ko taktey rehna :blush:

Acha lagta hai

Chaand se batain karna …

Acha lagta hai

Hum tu pagal ho jain gay

Aisa lagta hai

Re: Nangey paaoon

^ Lagna kia hai?!?!
Ho chukay hain..

Re: Nangey paaoon

Pagal nahi, mujh pe asar hogaya hai , kisi ke husn-e-hosh ruba ka

terey ishq ne keetey touney te Taweet jania
merey man de aa meeta
Sanoo chaleyaan tu keeta …

Main te har wailay terey gun gaaniaaan :rotato:

Re: Nangey paaoon

:eek:
Code_Red pe saya hai bhooat preet ka?

Bhago logo

Re: Nangey paaoon

Sadaf - aisay logon se door nahi bhagtey , bulkey unko seeney se lagatey hain :teary2: