main jism-o-jann kay tamam rishtoan say usay chahta hun
nahin samajhta kay asa kyun hay
nan khal-o-khud ka jamal us main
nan zindagi ka kamal koi
jo koi us main hunnar bhe ho ga
to mujh ko is ki khabar nahin hay
nan janay phir kyun
main waqt kay dairoan say bahar kisi tasawur main urr raha hun
khiyaal main, khwab-o-khulwat main, jalwat main shab-o-roaz
mera lahu apne gardish main us ki tasbeh purh raha hay
jo mere chahut say bai khabar hay
Re: nan janay phir kyun
[QUOTE]
Originally posted by ameen: *
main jism-o-jann kay tamam rishtoan say usay chahta hun
nahin samajhta kay asa kyun hay
nan khal-o-khud ka jamal us main
nan zindagi ka kamal koi
jo koi us main hunnar bhe ho ga
to mujh ko is ki khabar nahin hay
**nan janay phir kyun*
main waqt kay dairoan say bahar kisi tasawur main urr raha hun
khiyaal main, khwab-o-khulwat main, jalwat main shab-o-roaz
mera lahu apne gardish main us ki tasbeh purh raha hay
jo mere chahut say bai khabar hay
[/QUOTE]
** Bohat see batoon ka jawab nahi hoota........
Na janay koyoon mari ankhain barasnay lagtee hain
Jo such kahoon tu itna udas hoon behi nahi**
dilsay aisa lagta hay yeh tumharay baray main lekha gia hay ......
"tum may to koi achaii bhi nahi hay" ;)
Azad jee ya hamari kismat kahan ka koyee hamaray baray main behi asa kahay.....
Achai nahi tu kiya hoowa yahan koon acha hai.... koyee kisi ka mujaram hai tu koyee kisi ka.... jo nahi tu wo apnay zameer ka mujraim hai....
:)
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Azad jee ya hamari kismat kahan ka koyee hamaray baray main behi asa kahay.....
Achai nahi tu kiya hoowa yahan koon acha hai.... koyee kisi ka mujaram hai tu koyee kisi ka.... jo nahi tu wo apnay zameer ka mujraim hai....
:)
[/QUOTE]
acha hum to samajh rahay thay aap donu ka zameer say mukh muka ho jata hay
Beautiful ameen....very touching:(
:)