Na'mukammal

** Jiss Ka Aik Misra Main Hun Aik Tum Ho,

                                                                                Bass Wohi Shair Mukammal Nahi Hone Wala...!!!**

Restored attachments:

Re: Na'mukammal

darmyan mein gap ziada hai

Na'mukammal

App shair bataye hum kar dete hain muqamal

Re: Na’mukammal

inteha par puhanch kar ilzam tarashi kar rahay hain :nahi:

Re: Na’mukammal

DIVA… namukammal ko mukammal ker dikhain gy hum… bus ap hmari ho ye sari duniya ko btayen gy hum :xeno: :wub:

Re: Na’mukammal

waisay yeh oopar charhay kaisay:hmmm:

Re: Na’mukammal

lakri di pori la k :hoonh:

Re: Na’mukammal

isi baat par tu laR rahay hain dono..unko khud bhi nahi pata

Re: Na’mukammal

pori kithay wy?

Re: Na'mukammal

main la diti :(

Re: Na'mukammal

unhaan naal koe dushmani ay

Re: Na’mukammal

qafiya nahin milta ya wazan?

Re: Na'mukammal

ahoo meri diva nu kithy charr dita

Re: Na'mukammal

^ Wazan ka masla ziyada eham lagta hy.......

Re: Na’mukammal

app bridge bana lain. baqi sab thek hojaye ga.

Re: Na’mukammal

here is your bridge. :chai:

aik misra hai zindagi meri

app chahain to shair hojain