mujhey kiya maloom
khud pata kero ![]()
aaney kon de ga??? ![]()
dono bhaar mein… :p… dono offline hain… balley balley
main khudh aa jaono gaa
Ijazat ke zarrorat nahin apun ko..
abhi ballay ballay kar rahi hoo.. thori dair.. challay challay karoo gee ![]()
aa jao beshaq… mera kya jata hai… ![]()
jo bhi… jab aayein ge to deakha jaye ga… abhi to sakoon hi hai… ![]()
tumhara to waisay bhi kuch nahni jayee gaa ![]()
pata nahin kahaan hain.. Nalayaq log ![]()
tsk tsk tsk… nahi aayein ge… :halo:
kyon
tum nay apni Bandiyaan bhej kar… khallas kar diya kya ![]()
![]()
meri bandiaan aam se loogon ko khallas nahi kerti… ![]()
acha.. agar mere bundoon ko kuch hoaa naa to .. ALI NOOR Uthwa lloon gaa ![]()
ooohhhh… khaberdaar… ager Ali Noor ko kuch hua na to mein waqi mein aap ke aam se bandoon ko merwa doon gi
acha .. ab to main bohat dar gaya hoon ![]()
shuker hai… kuch to aser hua… ![]()
khush fehmiyaan bachiyoon kee
![]()
![]()
prove kya kerna cha’h rahey ho aap?
app to pata hai.. main kya prove karna chahta hoon ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
app to pata hai.. main kya prove karna chahta hoon :D
[/QUOTE]
ager pata hota to mein pochti nahi....
… ![]()
aap ko samajh nahi aayi jo mein keh rahi thi… ![]()
kahir…
nahin aayaa. khush
![]()
ji khush…
wesey mujhey pata tha ke nahi samajh aayi ho gi… mein directly nahi bola tha… ![]()