Name Chain...(part 2)

neha

aaj mere bunday ko anay doo.. phir is thread ka korma baranoon gaa :D

Anum

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
neha
[/QUOTE]

ahmer

rabiaa

shobii ye thread kiya keh rahi hai aap ko :D

korma bana ke to dikhao zara… dono ki khirki se baahir phaink doon gi… :mad3:


Marina

bus tum dekhti jaoo bachi :smiley:

vivo: yeh thread kuch keh nahin rahi.. wahi chakkar hai :silly:

Aaila

Affan :k:

tou bola hai na k na aaya kero iss thread main :smack: per aap ko bhi chain nahi :smiley:

bas sahi hai… phir mein bhi aap ke liye khirki khol ke hi rakhon… :snooty:

Amna

upar pata nahin kon laay aata hai.. is thread ko dekh dekh tension ho jati hai… mujhay to chain nahin ho gaaa… kabhi bhi nahin :wink:

Nida…

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

upar pata nahin kon laay aata hai.. is thread ko dekh dekh tension ho jati hai.... mujhay to chain nahin ho gaaa... kabhi bhi nahin ;)
[/QUOTE]

to thread ko nahi deakha kero aap....

[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *

upar pata nahin kon laay aata hai.. is thread ko dekh dekh tension ho jati hai.... mujhay to chain nahin ho gaaa... kabhi bhi nahin ;)
[/QUOTE]

tou aap na daikho kero iss thread ko.. :D
kiyon nahi hoga kabhi chain ? :-|


Armaan

Naina

I am not gonna fit into da window… leave a door open for me :smiley:

kyon naa dekhoo.. rastay main aa jati hai.. :smack3: jaisay he under aao.. phir wahi gishay pithay naam :hehe:

Adnan sami

naam dhondta oon.. jo “Z” say shuru hotay hain :blush: :mocking: jab Z wala naam aayee gaa to chain ho jaye gaa :rotfl:

haan Z wala naam mushkil se hi aata hai :smack:
ab tou aap ko kabhi chain nahi aaye ga :mocking:

don worry… window is quite big…:smiley:

chalo sahi hai… phir ander na aaya kero… :snooty:

kyon window say or kya kya throw karti hoo bachi :hoonh:

mai to under aaon gaa..
yar ali Z or Hammad kahan hain :smack2:

yaar.. mujhay chain kab aaye gaa :blush: