Re: NAMAAZ jo hum p FARZ kerdi gai
Yeh tu wrong hogaya
Jummey ko tu chutti hi nahi hoti ![]()
office main numaz tu pharhi parti hai
keyoonkey jummey ki break hoti hia ![]()
Ye kisi ne Nawaz Sharif ke time se pehley banaya hoga jab friday ko holiday hota tha pakistan main … tab tu 50% log sotey hi rehtey they
Magar Nawaz Sharif ne jummey ki chutti khama kar ke sundey ki chutti shoro kardi, is tarha ab sab log jummey ko office, school waghera jatey hain our jinhoon ne jumma nahi bhi parhna hota unko bhi yaar dost khench khoonch ke ley jatey hian ![]()
Ye choti se naiki thi ju Nawaz Sharif ne ki…Allah miaan khush hogaya
our is wajah se uski tin pe baal agayee ![]()