Nam lai lai kai mera na sheher ki nazroon main aaMujj sai milna hai ti merai dill ki sehraoon main aa
Is Safar main dekh gool jata hai mati ka badan
mujj sai milnai ki na hoish kar na barsatoon main aa
loog tujj ko gungunai meri hohish ki tarah
aik achootai shir ki soorat meri ghazloon main aa
bai hunar loogoon nai phir manga merai fun ka saboot
aaa meri sachai ki khshboo merai lafzoon mainaa
ghar kai darwazai pai aa kar kion qadam rakhnai lagai
aaa meri tanhai, meri muntazir bahoon main aaa.
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Nam lai lai kai mera na sheher ki nazroon main aa
Mujj sai milna hai ti merai dill ki sehraoon main aa