aik baap ney apney betey sey kaha, tum kitney naa laaiq ho, jab mein tumhaari umar ka thaa to main pachas rupay mahiney kamaa ta thaa aur chaar saal main dukaan ka maalik ban gaya.
Beta: Uss waqt ki baat aur thi daddy, aaj kal barabar hisaab kitaab rakha ja ta hai.