Ek baat bhulane ki yaaro nakaam si koshish katre hein
Ek gham ko chupane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek naam jo aksar bhoole se aa jata hai in honton per
Woh naam chupane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek baat ke jis ko sochein to aankhon mein aansoo aa jaein
Woh baat bhulane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek ahed jo ker ke bhool gaye, ek ahed jo un ko yaad nahi
Woh yaad dilane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
(Im back, arent’ you happy???)
Dost milte hain yahaan dil ko dukhaane ke liye
Ungaliyaan rakhte hain woh ham pe uthaane ke liye
Kya qusoor un ka ye ik rasm chali aayee hai
Tohmatein hoti hain duniyaa mein lagaane ke liye
NaaKhudaa maan ke baithe hain jin ki kashti mein
Woh hamein maujon mein laaye thay Dubone ke liye
Woh havaaon ki tarah rukh ko badal lete hain
Ham naseebon se laray thay jinhein paane ke liye
Woh jo shehar-e-dil thaa ujar gaya
Woh jo khwaab thaa bikhar gaya
Kabhi mausamoon ki nazar lagi
Kabhi wehmoon ne dara diya
Kabhi manziloon ke saraab ne
Humein raastay mein dagha diya
Kabhi zindagi ki kitaab se
Humein jis ne chaaha mitta diya :(
Bas isi liye,
Woh jo jaa raha tha to duur tak,
Usay dekhtay hi rahay magar,
Nahi di sadaa....
Usay roktay bhi to kis liya??????????
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Woh jo shehar-e-dil thaa ujar gaya
Woh jo khwaab thaa bikhar gaya
Kabhi mausamoon ki nazar lagi
Kabhi wehmoon ne dara diya
Kabhi manziloon ke saraab ne
Humein raastay mein dagha diya
Kabhi zindagi ki kitaab se
Humein jis ne chaaha mitta diya :(
Bas isi liye,
Woh jo jaa raha tha to duur tak,
Usay dekhtay hi rahay magar,
Nahi di sadaa....
Usay roktay bhi to kis liya??????????
[/QUOTE]
Very Nice arifnawaz, yeh bhi aap ki apni naakaam si kooshih hay keya ;) ya kissi aur poet ki hay?.... still jiss ki bhi hay, it is beautiful! and Welcome Back!
Munir
November 8, 2002, 8:38am
7
Arif bhai wapis anay per khush amded
koshish bhai ap ki hae kiya?
wb … zabardast especially the first one:k: :k:
Amal
November 8, 2002, 9:50am
9
Re: Nakaam si koshish … !
*Originally posted by arifnawaz: *
Ek baat bhulane ki yaaro nakaam si koshish katre hein
Ek gham ko chupane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek naam jo aksar bhoole se aa jata hai in honton per
Woh naam chupane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek baat ke jis ko sochein to aankhon mein aansoo aa jaein
Woh baat bhulane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek ahed jo ker ke bhool gaye, ek ahed jo un ko yaad nahi
Woh yaad dilane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Very nice koshish:):k:…thanx for sharing
Thanks all for your words... !
Yes, I tried it for the first time and thanks for the encouragment !
nikii
November 8, 2002, 8:08pm
12
Re: Nakaam si koshish … !
*Originally posted by arifnawaz: *
Ek baat bhulane ki yaaro nakaam si koshish katre hein
Ek gham ko chupane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek naam jo aksar bhoole se aa jata hai in honton per
Woh naam chupane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek baat ke jis ko sochein to aankhon mein aansoo aa jaein
Woh baat bhulane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
Ek ahed jo ker ke bhool gaye, ek ahed jo un ko yaad nahi
Woh yaad dilane ki yaaro nakaam si koshish karte hein
(Im back, arent’ you happy???)
bhut khoob :k:
n welcome back

:k::k::k:
very nice
thanks for coming back:)and listenning to other people
welcome back.i am very happy:rotato:
Lamhay
November 9, 2002, 5:05pm
14
Bahut khoob ap ki koshishien tu hamesha hi zabardast hoti hain !
ghazal say hath kar jo koshishien hain kia woh bhi kamiyab hojati hain ???
Pramod
November 10, 2002, 4:35pm
15
bahot achha hai arifnawaz sahab.
daad kubul kijiye.
Nazam
November 10, 2002, 5:00pm
16
haan bahut ache hae arifsahab daad kabol ho :)