najume

Aik boorhi aurat apney larkey ki school ki copy kissi najoomi kay paas le ker gaye, Copy dekhnay kay baad Najooma bola!
(Aurat Burkaposh thi)
" Amma mujhay batate hue dukh hota hai lakin yeh jiss kissi ki bhi likhaye hai woh barra ho ker awwal number ka nikamma baney ga! Zindagi main kuch bhi nahi kerega!!! Aap ko mehez dukh dega!"
Aurat Uthth karri hui or Najomi kay paas akaer boli! " (Burka Nikaltey hue boli), Shabaash Beta! Tu nay Theek Kaha! Yeh Tere hi Bachpan ki likhaye hai! Tujhay Yaad hai main tujhkay parhaya kerti thi!!!.."


hummay tum say pyar kitna :)yae hum nahe jantay:)