najoomi

ek khatoon najoomi ko haath dikhane gayi.

Najoomi ne haath dekha tou maathe pe paseena agaya is ne paseena saf kiya aur bola “Khatoon aap teen mah baad baiwah hone wali hain”

Khatoon ne barjasta jawaab diya “yeh tou mujhe maloom hai yeh bataye ke main pakri jagon gi ya nahi?”

Re: najoomi

lol :p

Re: najoomi

:cb:

Re: najoomi

:)

Re: najoomi

:cb: murder2