Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

**Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..!!
Woh Eik Shaks kay Khuwaboon Mein Bhi Khafa Sa Lagey..!!

Ajeeb Cheez Hay Yaroo Yea Manziloon Ki Hawas..!!
Keh Raah-e-Zan Bhi Musafir Ko Hamsafer Sa Lagey..!!

Dil-e-Tabah..!! Tera Mashwara Hay Kya K Mujhe..!!
Woh Phool Rang Sitara Bhi Be-Wafa Sa Lagey..!!

Hoi Hay Jis sey Munawer Har Eik Aankh Ki Jheel..!!
Woh Chaand Aaj Bhi Mohsin Ko Kamm Numa Sa Lagey..!!**

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

Very nice

Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..!!
Woh Eik Shaks kay Khuwaboon Mein Bhi Khafa Sa Lagey..!!

Uss ki DaaRh main dard hoga shayad :(

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

wisdom tooth ? :5:

nice poetry enter10 :k:

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

Jab marz ka pata chal gaya hay to.........
koi achi c dawa bhi tajweez kr dyn

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

ji sahi pehchana Aap ny

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

aap Doctor tooth paste le jaiye.. kiyunke

Zubaida aapa kabhi jhoot nahin kehti :hehe:

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

Aap bhi Zubaida aapa k tootky aazmaaty hyn…??

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

Khuda na khasta. I like her other siblings

Re: Najaney Kab Meri Duniya Mein Muskuraye Gha..

:smack:

kia hua?