na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

](http://www.urduphotos.com/v/Urdu+Poetry/naamkiaahaT.jpg.html?g2_imageViewsIndex=1)](http://www.urduphotos.com/v/Urdu+Poetry/naamkiaahaT.jpg.html?g2_imageViewsIndex=1)

http://www.urduphotos.com/d/726-4/naamkiaahaT.jpg

nahi hai aa’htooN maiN gar tumharay naam ki aa’hat
tu phir kis kaam ki ahaht tu phir kis kaam ki aa’hat

hamesha raat hotey he hamaray dil ki gali’ooN maiN
musalsil hoti rahti hai tum’haray naam ki aa’hat

dinoo pe band haiN yaa’roo hamaray dil k darwazay
hamaray dil pe bajti hai hamesha shaam ki aa’hat

na’janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai
chura laa’eya na’janay koN teri shaam ki aa’hat

hamara dard ik diN shahar ki sarkooN pe goonjay gha
jaga’ey ghi zamany ko dil-e-badnaam ki aa’hat

tera he zulm tuj ko waqat se bata’ey gha
suna’ee day muj ko b teray anjaam ki aa’hat

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

wah.. buhat khoob..

Very nice selection Koyal:)

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

Bohat khoob..

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

*Kokojaan....JW toh hamesha hei fida hei *:)

Re: na’janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

Mainay Dieting bhi shoro Kardi Hay Aur Chahal Qadmi Bhi :cb:

Buhat khoob :~)

oey hoy jhun jhun kis pe fida :p

Re: na’janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

very nice sharing as alwayz :k:

as usual :k:

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

Bohat khoob koyal..

Re: na’janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

bohat kh00b :k:

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

v.v.best....sharing

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

lovly

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

bohoot khoob koyal........wasay hum per to aj he inkishaaf hoya hai ke koyal ab koko *JAN * ban gye hai gs kay boys ke.. keep it up. :)

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

very nice!

Re: na'janay rooh pe ya chahal qadmi koN karta hai

Verryy Nice :)

:smilestar:wo boy nahi hai
:sunnyboy:

wesay jalnay ki khushbo a rehi yehi kahiN se :smiley:

thanks hh :) kahaN hoti haiN ap aj kal :)