yhoon he ba sabab meri zindagee kuch khab aankhoo main sajha gahi
main joo soo chuka tha kahi waqat sy mujhay phir say jeena seekha gahi
main phir chala nai raaha pur naiya dostoo kee talash main
mujhay tum milay tu main tahar giya jasay bada subha aa gahi
mujhay mera maazi be yaad tha who joo rangjasoon ka hazab tha
kuch pal kee kushiyaan bee thein mugar umer bhar ka uss main hazab tha
naiya waqar hay naiya door hay meri zindagi ka yha naiya moor hay